Roman script

mere to, mere to jivan naiya ki 

patwaar tumhare haath me hai 

mere to, mere jivan ke dukh sukh ka 

sansaar tumhare saathe me hai, mere to 

chahe naiya paar laga do

chahe bich bhawar me duba do 

mere praano ki, mere praano ki 

saanso ka har taar tumhare haath me hai 

mere to, mere to jivan naiya ke 

patwaar tumhare haath me hai, mere to 

naiya phuli nahi samaye tufano ko naach nachaye 

aji puchho to, aji puchho to 

is naiya ki ye jeet bhala kis baat me hai 

mere to, lahron pe machalti naiya me 

lahron pe machlti naiya me 

mera jo khewaiya saath me hai 

mere to, mere to jivan naiya ke 

patwaar tumhare haath me hai, mere to

Explore this song