Roman script

acche accho ki waat laga ke 
har dilbar ko ghat laga ke 
ho acche accho ki waat laga ke 
har dilbar ko ghat laga ke 
aish karti hu mai mid night me 
kya rakha hai wrong aur right me 
chal mai tujhko aaina dikhaun hot hot style me 
koi bhi sim chalta hai mere sexy mobile me 
koi bhi sim chalta hai mere sexy mobile me 
acche accho ki waat laga ke 
har dilbar ko ghat laga ke 
munni ki badnami mujhme shila ki jawani hai 
chukni chameli jalebi bai shalu ka thumka tufani hai 

itne bam barud bhare hai meri is misail me 
koi bhi sim chalta hai mere sexy mobile me 
koi bhi sim chalta hai mere sexy mobile me 
acche accho ki waat laga ke 
har dilbar ko ghat laga ke 
hotho pe mere hai patiyala piche pada hai shrabi sala 
gazab chabiyo ki ajab hu mai tala 
naa jane laga isme kaisa masala 
hotho pe mere hai patiyala piche pada hai shrabi sala 
sari duniya fas jati hai meri pyari smile me 
koi bhi sim chalta hai mere sexy mobile me 
koi bhi sim chalta hai mere sexy mobile me 
acche accho ki waat laga ke 
har dilbar ko ghat laga ke 
koi bhi sim chalta hai mere sexy mobile me 
koi bhi sim chalta hai mere sexy mobile me

Song details

Song video

Watch on YouTube