Roman script

tune kiya tha waada ab naa badal irada

tune kiya tha waada ab naa badal irada 

waade se naa mukar tu ha karde 

mere seene se lag ja tu tha karke 

mere seene se lag ja tu tha karke 

tune kiya tha waada ab naa badal irada 

waade se naa mukar tu ha karde 

mere seene se lag ja tu tha karke 

haye mere seene se lag ja tu tha karke 

beimaan mere jee me tu jaan banke reh ja 

beimaan mere jee me tu jaan banke reh ja 

kuchh roj aur dil ka mehmaan banke reh ja 

naata khaali ye dil ka makah karde 

mere seene se lag ja tu tha karke 

haye mere seene se lag ja tu tha karke 

dil ko churake ab tu aankhe chura raha hai 

dil ko churake ab tu aankhe chura raha hai

main paas aa rahi hu tu dur ja raha hai 

naa ja mushkil me meri jaan pad gayi 

mere seene se lag ja tu tha karke 

haye mere seene se lag ja tu tha karke 

is dillagi me maine 

is dillagi me maine dil muft me jalaya 

is dillagi me maine dil muft me jalaya 

jalne ka haye mujhko kuchh bhi maja naa aaya 

fayda kya huwa bas duwa karke

mere seene se lag ja tu tha karke 

haye mere seene se lag ja tu tha karke

tune kiya tha waada ab naa badal irada 

waade se naa mukar tu ha karde 

mere seene se lag ja tu tha karke 

haye mere seene se lag ja tu tha karke

Explore this song