Roman script

mere sarkar meri aaho ka asar dekh liya

haan asar dekh liya

mere sarkar meri aaho ka asar dekh liya

haan asar dekh liya

rukh gaye aap wafao ka asar dekh liya

haan asar dekh liya

pyar sacha ho to ye waqt bhi rukh jata hai

aasma lakh bhi uncha rahe jhukh jata hai

aapne dil ki duaaon ka asar dekh liya

haan asar dekh liya

mere sarkar meri aahon ka asar dekh liya

haan asar dekh liya

aa gaye aapke kadamon pe utharkar badal

ban gayi mast ghata aapke sar ka aanchal

aapne shok fijaon ka asar asar dekh liya

haan asar dekh liya

mere sarkar meri aahon ka asar dekh liya

haan asar dekh liya

aapke phool se chehre pe hansi bhi aayi

aaj so rang liye dil me khushi bhi aayi

aapne ishq ki rahon ka asar dekh liya

haan asar dekh liya

mere sarkar meri aahon ka asar dekh liya

haan asar dekh liya

Explore this song