Roman script

mere sapno ka gaon  jaha thi mamta ki chaon

abhi or thodi dur thodi dur thodi dur hai

mere sapno ka gaon 

aankho me khusiyo ki chamak hai

man me jwala mukhi

aankho me khusiyo ki chamak hai

man me jwala mukhi

tujh jaisa koi sukhi na hoga

tujhsa na hoga dukhi

le chal apni naw jaha mamta ki chaw

wo gaon thodi dur thodi dur thodi dur hai

abhi or thodi dur thodi dur thodi dur hai

mere sapno ka gaon 

tujhe kisi ka pyar bulaye

apna koi pukare

tujhe kisi ka pyar bulaye

apna koi pukare

sudhiyo ki purwa bah bahkar kitne dard ubhare

man ko laga wahan ghaw jaha thi mamta ki chaon

wo gaon  thodi dur thodi dur thodi dur hai

abhi or thodi dur thodi dur thodi dur hai

mere sapno ka gaon

Explore this song