Roman script

mere samne gudiya japani hai

mere samne gudiya japani hai

ye gudiya tere sapno ki rani hai

pani me jawani pani pani hui jaye

niyat me teri thodi saitani hai

parde ke liye nadiya ka pani hai

paa ke akele kahe mohe tu sataye

mere samne gudiya japani hai

ye gudiya tere sapno ki rani hai

jab tak ye gora mukhda samne rahega

koi nash mujhe chhu na sakega

jab tak ye gora mukhda samne rahega

koi nash mujhe chhu na sakega

hu chehre pe aankhe aankho me sapnaa

sapno me koi tujh jaisa apna

chehre pe aankhe aankho me sapnaa

sapno me koi tujh jaisa apna

jaha bhi mai jau mere piche chala aaye

mere samne gudiya japani hai

ye gudiya tere sapno ki rani hai

pani me jawani pani pani hui jaye

niyat me teri thodi saitani hai

parde ke liye nadiya ka pani hai

nadiya me nadiya darpan me darpan

sanso me sanse dhadkan me dhadkan

nadiya me nadiya darpan me darpan

sanso me sanse dhadkan me dhadkan

hatho me pani hotho pe wada

chahat bhadegi din din jyada

hatho me pani hotho pe wada

chahat bhadegi din din jyada

rab se dua hai hame jaldi milaye

mere samne gudiya japani hai

ye gudiya tere sapno ki rani hai

pani me jawani pani pani hui jaye

niyat me teri thodi saitani hai

parde ke liye nadiya ka pani hai

paa ke akele kahe mohe tu sataye

mere samne gudiya japani hai

ye gudiya tere sapno ki rani hai

Explore this song