Roman script

mere roop ka jawab tere paas 

tere pyaar ka jawab mere paas 

balamuaa mil ke bujhaye dil ki pyaas 

balamuaa mil ke bujhaye dil ki pyaas 

mere roop ka jawab tere paas 

tere pyaar ka jawab mere paas 

balamuaa mil ke bujhaye dil ki pyaas 

balamuaa mil ke bujhaye dil ki pyaas 

aankho me pyaar leke mile mose saajna

aankho me pyaar leke mile mose saajna

dil maine de hi diya mujhe lage laaj naa

aurat hun ghayal karun

aurat hun ghayal karun naino ke baan se 

dil do to pyaar karun main dil-o-jaan se

balamuaa mujkho thi teri talaash

balamuaa mujkho thi teri talaash

mere roop ka jawab tere paas 

tere pyaar ka jawab mere paas 

balamuaa mil ke bujhaye dil ki pyaas 

balamuaa mil ke bujhaye dil ki pyaas 

meri to umr kati sadaa naach rang me 

meri to umr kati sadaa naach rang me 

bin maange pyaar mila aaj tere sang me 

jhuthi taarife kare

jhuthi taarife kare, apno se dur hun 

kisi ki hun ya na hun teri jarur hun 

balamuaa tu hi jawaani ki aag 

balamuaa tu hi jawaani ki aag 

mere roop ka jawab tere paas 

tere pyaar ka jawab mere paas 

balamuaa mil ke bujhaye dil ki pyaas 

balamuaa mil ke bujhaye dil ki pyaas

Explore this song