Roman script

mere raja ke naino me rani samayi

pyar ki jawani se ho gayi sagayi

raja ke naino me rani samayi

pyar ki jawani se ho gayi sagayi

pakda jo hath rani gusse me aa gayi

laal huyi ankhiya kamar bal kha gayi

pakda jo hath rani gusse me aa gayi

laal huyi ankhiya kamar bal kha gayi

raja ne hath jode, ho gayi sagayi

pyar ki jawani se ho gayi sagayi

raja ke naino me rani samayi

pyar ki jawani se ho gayi sagayi

raja ke naino me rani samayi

pyar ki jawani se ho gayi sagayi

sajdhaj ke raja barat leke aaya

sajdhaj ke raja barat leke aaya

chanda ki doli me rani ko le jata

chanda ki doli me rani ko le jata

kismat se milti hai aisi lugai

pyar ki jawani se ho gayi sagayi

raja ke naino me rani samayi

pyar ki jawani se ho gayi sagayi

raja ke naino me rani samayi

pyar ki jawani se ho gayi sagayi

Explore this song