Roman script

mere pyase mann ki bahar, kab se tha tumhara intjar

tum aaye toh aaya karar, o mere pyaar 

mere pyase mann ki bahar, kab se tha tumhara intjar

tum aaye toh aaya karar, o mere pyaar 

sama kitna pyara hai

ha sanam, ha sanam, ha sanam sama se bhi pyara hai

kya sanam, kya sanam, kya sanam

tumhara phul sa yeh chehra  dilnashi

chhodo ham jo bhi hai, tum bhi toh kam nahi

mere pyase man ki bahar, kab se tha tumhara intjar

tum aaye toh aaya karar, o mere pyar

yeh dil gungunata hai

kya sanam, kya sanam, kya sanam, mere git gata hai

ha sanam, ha sanam, ha sanam

toh chhodo yeh ada, gale toh milne do

jaldi hai aisi kya, yeh din toh dhalne do

mere pyase man ki bahar, kab se tha tumhara intjar

tum aaye toh aaya karar, o mere pyar

yun hi dur rehna hai

naa sanam, naa sanam, naa sanam, kahu jo bhi kehna hai

ha sanam, ha sanam, ha sanam

tere bahon me hain mere dono jahan

kahne ko ham hain do, lekin hain ek jaan

mere pyase man ki bahar, kab se tha tumhara intjar

tum aaye toh aaya karar, o mere pyar

Explore this song