Roman script

mere pyase man ki bahar kab se tha tumhara intzar

tum aaye to aaya karar ho mere pyar

mere pyase man ki bahar kab se tha tumhara intzar

tum aaye to aaya karar ho mere pyar

shama kitna pyara hai ha sanam ha sanam ha sanam

shama se bhi pyara hai kya sanam kya sanam kya sanam

tumhara phul sa ye chehra dilnashi

chhodo hum jo bhi hai tum bhi to kam nahi

mere pyase man ki bahar kab se tha tumhara intzar

tum aaye to aaya karar ho mere pyar

ye dil gungunata hai kya sanam kya sanam kya sanam 

mere geet gata hai ha sanam ha sanam ha sanam

to chhodo ye ada gale to milne do

jaldi hai aisi kya ye din to dhalne do

mere pyase man ki bahar kab se tha tumhara intzar

tum aaye to aaya karar ho mere pyar

yuhi dur rahna hai na sanam na sanam na sanam 

kahu jo bhi kahna hai ha sanam ha sanam ha sanam

teri baho me hai mere dono jaha

kahne ko hum hai do lekin hai ek ja

mere pyase man ki bahar kab se tha tumhara intzar

tum aaye to aaya karar ho mere pyar

Explore this song