Roman script

pyar ka faisla likhne wale 
tujhe kya pata kitne majboor the hum 
sitamgar zamane me bade zurm dhaye 
mohbbat ne kya kya humko diye gam 
mere pyar ka faisla likhe wale 
tujhe kya pata kitne majboor the hum 
sitamgar zamane me bade zurm dhaye 
mohbbat ne kya kya humko diye gam 
mere pyar ka
ye duniya hai jalim badi bewafa hai 
ki humdard hum me kahi bhi na paya 
ye duniya hai jalim badi bewafa hai 
ki humdard hum me kahi bhi na paya 
huye hum akele bhari zindgi me 
huye hum akele bhari zindgi me 
mohbbat ne kaisa sitam hum pe dhaya 
ki din raat dil ye dua mangta hai 
ki kadmo tere nikle mera dam 
mere pyar ka faisla likhe wale 
tujhe kya pata kitne majboor the hum 
sitamgar zamane me bade zurm dhaye 
mohbbat ne kya kya humko diye gam 
mere pyar ka
bade shauk se dil ki duniya luta di 
siva pyar ke humne kuch bhi na chaha 
bade shauk se dil ki duniya luta di 
siva pyar ke humne kuch bhi na chaha 
chahat me teri huye ghar se beghar 
chahat me teri huye ghar se beghar 
mukddar ne humko kaha laake mara 
ye duniya rahe na kaun jane 
mera tumse na hoga kabhi kam 
mere pyar ka faisla likhe wale 
tujhe kya pata kitne majboor the hum 
sitamgar zamane me bade zurm dhaye 
mohbbat ne kya kya humko diye gam 
mere pyar ka

Song details

Song video

Watch on YouTube