Roman script

mere mehbub ki mehandi ka nazara kya hai

kaajal ka in aankho me ishara kya hai

meri aankho me dub jaye, samander kitne

meri aankho me dub jaye, samander kitne

phir teri hasti-e-dil ka kinara kya hai

mere mehbub ki mehandi ka nazara kya hai

kaajal ka in aankho me ishara kya hai

teri muskan pe kurban, hazaro dil hai

teri muskan pe kurban, hazaro dil hai

phir ye maasum sa dil mera, bechara kya hai

mere mehbub ki mehandi ka nazara kya hai

kaajal ka in aankho me ishara kya hai

meri julfo ke bikharne se, bahe hai masti

in hawao ka mere bin gujara kya hai

mere mehbub ki mehandi ka nazara kya hai

kaajal ka in aankho me ishara kya hai

mere mehbub ki mehandi ka nazara kya hai

kaajal ka in aankho me ishara kya hai

Explore this song