Roman script

mere mehbub qayamat hogi

aaj rusva teri galiyo mein mohabbat hogi

meri najre to gila karti hain

tere dil ko bhi sanam tujhse shikayat hogi

mere mehbub

mere sanam ke dar se agar

baad-e-saba ho tera guzar

kahna sitamgar kuch hai khabar

tera naam liya jab tak bhi jeeya

ae shama tera parwana

jisse ab tak tujhe nafrat hogi

aaj rusva teri galiyo mein mohabbat hogi

mere mehbub qayamat hogi

aaj rusva teri galiyo mein mohabbat hogi

mere mehbub

teri gali main aata sanam

nagma wafa ka gaata sanam

tujhse suna na jata sanam

phir aaj idhar aaya hu magar

ye kahne main deewana

khatm bas aaj ye wehshat hogi

aaj rusva teri galiyo mein mohabbat hogi

mere mehbub qayamat hogi

aaj rusva teri galiyo mein mohabbat hogi

mere mehbub

Explore this song