Roman script
aana aana mashware aur hidayate nazar ye kya karoon mashware aur hidayate nazar ye kya karoon meri aankho se bhi dhikta hai, nazara kya karoon re mere maula, re mere maula re mere maula, re mere maula maula maula hai ye galat, aur ye hai sahi sab kahe aisa kal hai yehi bandagi mere dil mein bhi tu hi chhipa hai kahin ab to tu hi bataa, kya hai farmaan ji ab tera hi mujhko hai sahara kya karoon re mere maula, re mere maula maula maula sabke chaaro taraf ek deewar kyun khud ki bhi nazaro mein hum gunegaar kyun aadmi in dino thoda bimaar kyun ik aman ke liye, itni takraar kyun badi ummido se tujhko hai pukara kya karoon re mere maula, re mere maula mashware aur hidayate nazar ye kya karoon mashware aur hidayate nazar ye kya karoon meri aankho se bhi dhikta hai, nazara kya karoon re mere maula, re mere maula re mere maula, re mere maula re mere maula, re mere maula
Song details
- Singer: Sandesh Shandilya
- Film / album: Road To Sangam (2010)
- Composer: Prem Hariya, Nitin Kumar Hariya
- Lyricist: Sudhir Nema
- Actor: Paresh Rawal
- Actor: Om Puri
- Actor: Pawan Malhotra
- Actor: Javed Sheikh
- Actor: Swati Chitnis
- Actor: Yusuf Hussain
- Actor: Masood Akhtar
- Actor: Rajan Bhise
- Actor: Sudhir Nema
- Actor: G P Singh
- Actor: Vijay Mishra
- Actor: Tushar Gandhi
- Actor: Rakesh Shrivastav
Song video
actor: Paresh Rawal, Om Puri