Roman script

mere mann ko mandir bana do guru

prabhumai yeh jivan bana do guru

prabhu kee hee murtee hai pran tumhara

brahmaniyantrit hai pal pal tumhara

meraa tantra isa hee -2 bana do guru

chidakash jaisa hraday hai tumhara

hai saubhagya hamko jo tumne swekara

rago se priti -2 hata do guru

divya lage sab kriya yeh tumhari

aisi rahe kaka drushti hamari

nirdosh bhulka -2 bana do guru

prabhu kaa hee darshan, sabhee me nihare

tere har wachan ko saharsh swikare

samata hee jivan me -2 rahe bas guru

man buddhi chit aur aham kaa parlay ho

maitri va priti se divya milan ho

manjil ho jivan kee -2 yahee bas guru

har ek prasang par bhajan kaa hee bal ho

man buddhi par kaa bharosa atal ho

bhajan kee hee lagni -2 laga do guru

Explore this song