Roman script

mere mann me uthe umang balam

ban ke main, ban ke main 

tarang sama jau, sama jau 

tere dil me sama jau

mere pyare piya kya tumne kiya

mere pyare piya kya tumne kiya

mera pahli najar me dil chin liya ho

mera pahli najar me dil chin liya

main aaj jhum jhum gaau balam

ban ke main, ban ke main 

tarang sama jau, sama jau 

tere dil me sama jau

mere mann me uthe umang balam

ban ke main, ban ke main 

tarang sama jau, sama jau 

tere dil me sama jau

gaate huye sawan me rimjim ki boliya

gaate huye sawan me rimjim ki boliya

naino se, naino se bhar lo ji naino ki jholiya

naino se bhar lo ji naino ki jholiya, naino ki jholiya

aaja piya, aaja piya

aaja chule mujhe, aaja chule mujhe

jo tu chule mujhe

main teri ho jaaun balam

ban ke main, ban ke main 

tarang sama jau, sama jau 

tere dil me sama jau

ud jau piya tera leke jiya

ud jau piya tera leke jiya

maine baadal ko aanchal me bandh liya

maine baadal ko aanchal me bandh liya

main aaj phuli na samau balam

ban ke main, ban ke main 

tarang sama jau, sama jau 

tere dil me sama jau

mere mann me uthe umang balam

ban ke main, ban ke main 

tarang sama jau, sama jau 

tere dil me sama jau

Explore this song