Roman script

mere man ki been baja
mere man ki been baja
man ki been baja
mere man ki been baja
been baja kuchh gaa 
sur se sur mila 
been baja kuchh gaa 
sur se sur mila 
mere man ki been baja 
mere man ki been baja 
mere man ki been baja 
bajana na janu kaise bajau
gaana na janu kaise gaau 
bajana na janu kaise bajau
gaana na janu kaise gaau
kaise sur se sur milaau
kaise sur se sur milaau
sajwa tu mohe sikha 
sajwa tu mohe sikha 
mere man ki been baja 
nahi sikhaya jata hai 
man ki been bajata 
nahi sikhaya jata hai 
man ki been bajata 
milate hai jaise hi naina 
aa jata hai gaana 
milte hai jaise hi naina 
aa jata hai gaana 
mere man ki been baja

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kantilal, Sitara

lyricist: D N Madhok, P L Santoshi