Roman script

jism is tarah, dard se bhara

rooh ki koi bachi nahin jagah

pyar dhaal tha, magar nidhal sa

mujhe hi loot'ti, rahi meri panah

dheere dheere jal raha jal ke pighal raha

behta chala hai dil mera

main hoon kya.. mere khuda

katun main kyun ye saza piya..

kahe pehle milaye jab aakhir hi judai hai

dil se kyun khele bata

dekh pyasi hai jaan hai udasi yahan

khali khali jahan bemaza har sama

lab sookhe-sookhe naina bheege-bheege

rootha-rootha sa mann jis tann lage aisi bekarari

jane bas wohi tann

uljha hoon kab se main, suljha

main hoon kya.. mere khuda

katun main kyun ye saza piya..

kahe pehle milaye jab aakhir hi judai hai

dil se kyun khele bata

haar mane nahin, bewajah sa yaqeen

yaar to hai kahin, benaseebi yahin

kaise main bhulaun ya main bhool jaun

beeta hua mera kal

kahan chala jaun, jaake dhoond laaun

pyare apne wo pal

tune kabhi kya ye socha

main hoon kya.. mere khuda

katun main kyun ye saza piya..

kahe pehle milaye jab aakhir hi judai hai

dil se kyun khele bata

Explore this song