Roman script

mere jiwan me tujhse bahar sajani 

mere jiwan me tujhse bahar sajani

karu sari umar tujhko pyar sajani 

karu sari umar tujhko pyar sajani 

pyar tera hai mera shringar sajana

pyar tera hai mera shringar sajana 

karu sari umar tujhko pyar sajana

karu sari umar tujhko pyar sajana 

mere jiwan me tujhse bahar sajani

karu sari umar tujhko pyar sajani 

karu sari umar tujhko pyar sajani 

tere pairo ke niche phul dil ke bicha dun 

tere pairo ke niche phul dil ke bicha dun 

in ghaneri lato me chun ke kaliya saja dun 

tujhe pahna du baho ka har sajani 

tujhe pahna du baho ka har sajani 

karu sari umar tujhko pyar sajani 

karu sari umar tujhko pyar sajani 

teri murat basai tan ko mandir bana ke 

teri murat basai tan ko mandir bana ke 

maine puja hai tujhko dip man ke jala ke 

liya naino me tujhko utar sajana

liya naino me tujhko utar sahana

karu sari umar tujhko pyar sajana

karu sari umar tujhko pyar sajana 

teri baho ka ghera sajna svarg mera 

teri baho ka ghera sajna svarg mera 

hum hai janmo ke sathi chhute na sath tera

hoga apna milan bar bar sajna

hoga apna milan bar bar sajna

karu sari umar tujhko pyar sajana

karu sari umar tujhko pyar sajana 

mere jiwan me tujhse bahar sajani

karu sari umar tujhko pyar sajani 

karu sari umar tujhko pyar sajana

karu sari umar tujhko pyar sajani

Explore this song