Roman script

mere ishk me lakho latke 
balam zara hat ke, balam zara hat ke 
ho mere ishk me lakho latke 
balam zara hat ke, balam zara hat ke 
haye haye haye marungi aankh to nila pad jayega 
main marungi aankh to nila pad jayega 
balam zara, balam zara hat ke hat ke hat ke
mere ishk me lakho latke 
balam zara hat ke, balam zara hat ke
ho mere ishk me lakho latke 
balam zara hat ke, balam zara hat ke
sutli si patli hai mori kamriya hay ram
sutli si patli hai mori kamriya
kamriya se baandhi hai maine gagriya 
kagriya na chhalke zara hat ke hat ke hat ke 
mere ishk me lakho latke 
balam zara hat ke, balam zara hat ke 
ho mere ishk me lakho latke 
balam zara hat ke, balam zara hat ke 
saukin kehte hai chhapann chhuri hai 
saukin kehte hai kehte hai kehte hai 
saukin kehte hai chhapann chhuri hai 
dil ki to achchhi hai aadat buri hai 
saukin kehte hai chhapann chhuri hai 
dil ki to achchhi hai aadat buri hai 
aadi na hona zara hat ke hat ke hat ke 
mere ishk me lakho latke 
balam zara hat ke, balam zara hat ke 
ho mere ishk me lakho latke 
balam zara hat ke, balam zara hat ke 
badami rang pe kurti sharab ki, haye haye
badami rang pe kurti sharab ki
saiya ne dekho meri aadat kharab ki 
mose na lagana zara hat ke hat ke hat ke 
mere ishk me lakho latke 
balam zara hat ke, balam zara hat ke
hay re marungi aankh to nila pad jayega 
main marungi aankh to nila pad jayega 
balam zara, balam zara hat ke hat ke hat ke 
mere ishk me lakho latke 
balam zara hat ke, balam zara hat ke 
mere ishk me lakho latke 
balam zara hat ke, balam zara hat ke

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore