Roman script

mere humraahi mere pyaar roti hai tum bin ye bahaar

abb toh aa jaao sanam rahi main  kabse tumako pukaar

haatho mein leke piya haath aise na chhodo mera saath 

haatho mein leke piya haath aise na chhodo mera saath

mere humraahi mere pyaar roti hai tum bin ye bahaar

jo sang aa sake na aaja kadam mila sake na tum

yeh toh bura huwa ji

aayi nahi abhi manjil bachaate ho abhi se dil

tumako yeh kya huwa ji kya pyaar tera yahi tha sanam

haay allaah ikraar tera yahi tha sanam

kya pyaar tera yahi tha sanam haay 

allaah ikraar tera yahi tha sanam

la la la mere humraahi mere pyaar 

roti hai tum bin ye bahaar

jaane jahaan juda hoke chale kahaan khafa hoke

saiyaan hansi hansi mein

kaahe ko dil jalaate ho kaahe ko muh fulaate ho

jaraasi dillagi mein

jaane na dungi tumhaari kasam haay allaah

jaan de dungi tumhaari kasam

jaane na dungi tumhaari kasam haay allaah

jaan de dungi tumhaari kasam

la la la mere humraahi mere pyaar roti hai tum bin yeh bahaar

ab to aa jaao sanam rahi main  kabse tumako pukaar

haatho mein leke piya haath aise na chhodo mera saath 

haatho mein leke piya haath aise na chhodo mera saath

Explore this song