Roman script

mere hothon pe aahe hain

meri aankhon mein paani hain

inayat hain tumhari ye

tumhari meharbani hain

mere hothon pe aahein hain

meri aankhon mein paani hain

inayat hain tumhari ye

tumhari meherbani hain

mere hothon pe aahein hain

meri aankhon mein paani hain

fasana dard mein duba hua

humne suanaya jab

fasana dard mein

fasana dard mein duba hua

humne suanaya jab

zamana keh utha ye to

zamana keh utha ye to

zamana keh utha ye to

bade dilkash kahani hain

mere hothon pe aahein hain

meri aankhon mein paani hain

abhi baaki hain tera aur mera

kaam ae humdam

abhi baaki, abhi baaki, abhi baaki

abhi baaki hain tera aur mera

kaam ae humdam

mujhe gulshan sajana hain

mujhe gulshan sajana hain

mujhe gulshan sajana hain

tujhe bijali giraani hain

mere hothon pe aahein hain

meri aankhon mein paani hain

abhi to imtihaan

meri wafa ka hona hain baaki

abhi to imtihaan

meri wafa ka hona hain baaki

use khanjar uthana hain

use khanjar uthana hain

use khanjar uthana hain

mujhe gardan jukaani hain

mere hothon pe aahein hain

meri aankhon mein paani hain

inayat hain tumhari ye

tumhari meharbani hain

Explore this song