Roman script

aaj kal, aaj kal, aaj kal, aaj kal

mere hotho par hansi hai aaj kal

mere hotho par hansi hai aaj kal

mere hotho par hansi hai aaj kal

dil me ek duniya basi hai aaj kal

dil me ek duniya basi hai aaj kal

aaj kal, aaj kal, aaj kal, aaj kal

aaj kisi ne pyar se mujhko apna kaha hai

maine bhi apne dil pe kisi ka nam likha hai

dil ne sajaaye aankho me mere sapne hi sapne

chand bhi apna kirne bhi apni tare bhi apne

chand bhi apna kirne bhi apni tare bhi apne

chandani hi chandani hai aaj kal

mere hontho par hansi hai aaj kal

aaj kal, aaj kal, aaj kal, aaj kal

meri tarah se lagte hain pagal, chand sitaare

kiske liye hai phul ye saare, bahen pasare

pyar ki daulat, pyar ke moti, pyar ke shabnam

ruth gaye the, chhut gaye the, mujhse jo mausam

ruth gaye the, chhut gaye the, mujhse jo mausam

phir un ruto ki vapsi hai aaj kal

mere hontho par hansi hai aaj kal

aaj kal, aaj kal, aaj kal, aaj kal

aaj kal, aaj kal, aaj kal, aaj kal

Explore this song