Roman script
mere gulam tera katle aam karu kya main bata sar ko jhuka ke mujhe kar salam tune ki hai khata mere gulam tera katle aam karu kya main bata sar ko jhuka ke mujhe kar salam tune ki hai khata kaid karu aajad karu ya tujhko barbad karu kaid karu aajad karu ya tujhko barbad karu main kaun hu kya chij hu tujhko nahi pata mere gulam tera katle aam karu kya main bata sar ko jhuka ke mujhe kar salam tune ki hai khata khatre me jab teri jaan hai mera yahi armaan hai khatre me jab teri jaan hai mera yahi armaan hai teer jigar me utar du chhodu na mein tujhe maar du tune kya kiya tha zara yaad kar mere aage ro ke fariyad kar tune kya kiya tha zara yaad kar mere aage ro ke fariyad kar sari umr tadpega tu dungi main aisi saza mere gulam tera katle aam karu kya main bata sar ko jhuka ke mujhe kar salam tune ki hai khata jisam pe jakhm lagaungi aur tujhe tadpaungi jisam pe jakhm lagaungi aur tujhe tadpaungi tujhpe taras nahi khaungi duniya se tujhko mitaungi jite ji mujhe na bhul payega mujhse kabhi na takrayega jite ji mujhe na bhul payega mujhse kabhi na takrayega mera kare tu samna teri okat kya mere gulam tera katle aam karu kya main bata sar ko jhuka ke mujhe kar salam tune ki hai khata kaid karu aajad karu ya tujhko barbad karu kaid karu aajad karu ya tujhko barbad karu main kaun hu kya chij hu tujhko nahi pata mere gulam tera katle aam karu kya main bata sar ko jhuka ke mujhe kar salam tune ki hai khata rang apna dikhaunga ungli pe tujhko nachaunga rang apna dikhaunga ungli pe tujhko nachaunga kadmo pe apne jhukaunga tujhko zamin pe launga meri jaan mila le mujhse nazar aata hai taras tujhe dekhkar meri jaan mila le mujhse nazar aata hai taras tujhe dekhkar kuchh bhi mera anjam ho harunga na hosla aisa saluk karu tera sath tune ki hai khata ab jindgi teri mere hath karu kya main bata
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Udit Narayan
- Film / album: Laadla (1994)
- Composer: Anand Milind
- Lyricist: Sameer
- Actor: Anil Kapoor
- Actor: Sridevi
- Actor: Raveena Tandon
- Actor: Farida Jalal
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Aruna Irani
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Prem Chopra
- Actor: Mohnish Behl
- Actor: Paresh Rawal
- Actor: Ravi Baswani
- Actor: Vikram Gokhale
- Actor: Kalpana Iyer
- Actor: Javed Khan
- Actor: Alok Nath
- Actor: Vaishnavi
Song video
singer: Alka Yagnik, Udit Narayan