Roman script

mere ghar sarkar aaye kahiye kya khaatir karu

mai badi uljhan me hu ki baat kya aakhir karu

aap hi se hi puchhati hu aap hi faramaaiye

pesh karu mai dil-e-khidamat ya ki jaan haazir karu

oho oho ho ek tu hai piya jis pe dil aa gaya

ek tu hai piya jis pe dil aa gaya

teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya

teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya

ek tu hai piya jis pe dil aa gaya

teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya

teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya

ek tu hai piya jis pe dil aa gaya

apni to nazar me tu raaja koi chor hai

jis ka ki saare zamaane me hi shor hai

apni to nazar me tu raaja koi chor hai

jis ka ki saare zamaane me hi shor hai

aur kahu kya tujhko haay lut liyaa re 

aur kahu kya tujhko haay lut liyaa re mujhko 

tune aankh mila ke jina dushwaar kar diya 

tune aankh mila ke jina dushwaar kar diya

ek tu hai piya jis pe dil aa gaya

teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya

teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya

ek tu hai piya jis pe dil aa gaya

dhire dhire hum tum kaha se kaha aa gaye

dono ke dil ke iraade takra gaye

dhire dhire hum tum kaha se kaha aa gaye

dono ke dil ke iraade takra gaye

phir se ye dilwaali nahi laut ke aanewaali

phir se ye dilwaali nahi laut ke aanewaali

bairi aaj agar jo tune inakaar kar diya 

bairi aaj agar jo tune inakaar kar diya

ek tu hai piya jis pe dil aa gaya

teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya

teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya

ek tu hai piya jis pe dil aa gaya

Explore this song