Roman script

mere dil ne tadap ke jab naam tera pukara

mere dil ne tadap ke jab naam tera pukara

kahan se na jane chala aaya

ye mausam pyara pyara

tere raste me, main aankhe bichhaye baitha hu

tere intzaar ki main ghadiya sajaye baitha hu

jane kya hoga, kab hoga

ye milan humara

mere dil ne tadap ke jab naam tera pukara

mere dil ne tadap ke jab naam tera pukara

kahan se na jane chala aaya

ye mausam pyara pyara

tera mera pyar ab raaz hi rahta to accha tha

soz na banta ye saaz hi rahta to accha tha

pata tera puchhe har kunche

ye dil pagal aawara

mere dil ne, mere dil ne

mere dil ne, mere dil ne

mere dil ne tadap ke jab naam tera pukara

mere dil ne tadap ke jab naam tera pukara

kahan se na jane chala aaya

ye mausam pyara pyara

mere dil ne tadap ke jab naam tera pukara

tera pukara

Explore this song