Roman script

mere dil me tu hi tu hai mera aitbar kar le
jo ye sach hai mere sathi jara khul ke pyar kar le
mere dil me tu hi tu hai mera aitbar kar le
jo ye sach hai mere sathi 
jara khul ke pyar kar le mere dil me
jo mile teri mohabbat mujhe jindagi ke badle
mai kharid lu use har khushi ke badle

vahi dekha tera jalva jaha sar jhuka ke dekha
ye gajab kiya jo tune mujhe muskura ke dekha

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Dharmendra, Saira Banu