Roman script

mere dil me tu hi tu hai, tu hi tu mere dil me 

mere dil me tu hi tu hai 

laila hai tu mera dil majnu hai

hay mai kya karu, hay mai kya karu 

aaha hay mai kya karu ho ho hay mai kya karu

mere dil me tu hi tu hai, tu hi tu mere dil me 

mere dil me tu hi tu hai

laila hai tu mera dil majnu hai

hay mai kya karu, hay mai kya karu 

hay mai kya karu, hay mai kya karu 

sanjh sawere khol ke khidaki hardam jhanka karti hai

balle balle o shava shavaa

ho balle balle shava shavaa

sanjh sawere khol ke khidaki hardam jhanka karti hai

mai jab aau dekh ke mujhko band jharokha karti hai 

mai jab aau dekh ke mujhko band jharokah karti hai 

hay mai kya karu, hay mai kya karu

hay mai kya karu, hay mai kya karu, kya karu

mere dil me tu hi tu hai la la l la la 

laila hai tu mera dil majnu hai

hay mai kya karu, hay mai kya karu 

hay mai kya karu, hay mai kya karu

aaha hay mai kya karu, ho ho mai kya karu 

mere jaisa haal kisi ka yaar na ho is duniya me 

ho balle balle o shava shavaa

ho balle balle shava shavaa

hay mere jaisa haal kisi ka yaar na ho is duniya me 

jisko chaha vo kahti hai dub ke mar ja dariya me

jisko chaha vo kahti hai dub ke mar ja dariya me  

hay mai kya karu, hay mai kya karu, kya karu

hay mai kya karu, hay mai kya karu, kya karu

mere dil me tu hi tu hai, tu hi tu mere dil me 

mere dil me tu hi tu hai

laila hai tu mera dil majnu hai

hay mai kya karu, hay mai kya karu 

hay mai kya karu, hay mai kya karu 

vaidh hakeem na koi jaane rog hai kya mere dil ka 

ho balle balle o shava shavaa

ho balle balle o shava shavaa

vaidh hakeem na koi jaane rog hai kya mere dil ka 

dil par mere laharay hai laal dupatta malmal ka 

dil par mere laharay hai laal dupatta malmal ka 

hay mai kya karu, hay mai kya karu 

hay mai kya karu, hay mai kya karu, kya karu

mere dil me tu hi tu hai, tu hi tu mere dil me 

mere dil me tu hi tu hai

laila hai tu mera dil majnu hai

hay mai kya karu, hay mai kya karu 

hay mai kya karu, hay mai kya karu

aaha hay mai kya karu ho ho hay mai kya karu

aaha hay mai kya karu ho ho hay mai kya karu

hay mai kya karu, hay mai kya karu

Explore this song