Roman script

mere dil ko
mere dil ko kare bekabu, sajan tere pyar ka jadu

mujhse mili hai jab teri aankhe
ho gayi madhosh kasam se meri aankhe
mujhse mili hai jab teri aankhe
ho gayi madhosh kasam se meri aankhe
ho mere dil ko
mere dil ko kare bekabu, sajan tere pyar ka jadu
mere dil ko kare bekabu, sajan tere pyar ka jadu
aati ho chham se, jati ho chham se
chain mere dil ka churati ho kasam se

ho mere dil ko kare bekabu, sajan tere pyar ka jadu
kash ye bate tu bhi samjhata 
jitna bhi dekhu main tujhe dil nahi bharta
phir nahi kahna tu mujhe pagal
ho ke diwana mai agar tham lu aanchal
ho mere dil ko
mere dil ko, dil ko 
mere dil ko kare bekabu, sajan tere pyar ka jadu
mere dil ko kare bekabu, sajan tere pyar ka jadu
mere dil ko kare bekabu, sajan tere pyar ka jadu

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Udit Narayan