Roman script

mere dil ki achcha mere dil ki train oho

mere dil ki train bulati hai bulati ha, bulati hai

tere naam ki kya baat hai yaar tere naam ki siti

tere naam ki siti bajati hai bajati hai, bajati hai

meri rajjo rajjo, meri rajjo rajjo

meri rajjo rajjo, meri rajjo rajjo

meri rajjo rajjo, meri rajjo rajjo

tu aaja, tu aaja, tu aaja aaja aaja aaja

mere dil ki train bulati hai bulati ha, bulati hai

tere naam ki siti bajati hai bajati hai, bajati hai

do raat pehle chandu tu jahan tha

jo bhi ho raha tha lut jayega tu sale maine to kaha tha

ban gaya aashiq tera main to pehli baar me

kat-te hain lamhe mere ab to intezar me

kya bataau haal-e-dil kya main kahu halat meri

sanso ki yeh bansuri japti hai mala teri

tu aaja, tu aaja, tu aaja aaja aaja aaja

mere dil ki train bulati hai bulati ha, bulati hai

tere naam ki siti bajati hai

bajati hai, bajati hai

keh raha hai raat din ab mera deewanapan

main banaunga tujhe apni yadon ki dulhan

keh raha hai raat din ab mera deewanapan

main banaunga tujhe apni yaadon ki dulhan

ab meri tanhai me bajti hain shehnaiyan

choomta hu khwab me ab teri parchhaiyan

tu aaja, tu aaja, tu aaja aaja aaja aaja

mere dil ki train bulati hai bulati ha, bulati hai

tere naam ki siti bajati hai

bajati hai, bajati hai

meri rajjo rajjo, meri rajjo rajjo

arre rajjo rajjo, meri rajjo rajjo

tu aaja, tu aaja, tu aaja aaja aaja aaja

mere dil ki train bulati hai bulati ha, bulaati hai

tere naam ki siti bajati hai

bajati hai, bajati hai rajjo ji main aaya re

Explore this song