Roman script

kuch aisa chhed umango ka raag 

aaj ki raat 

jo ye khawab jawani jage aaj ki raat 

zamana jisko mohbbat ki aag kahte hai 

dilo jigar me laga de wo aag aaj ki raat 

tujhe dekh ke machal gaya aaj mera man 

mere dil ki payal baaje saiya chhan chhan chhan 

wo muskaraye inayat isi ko keh    te hai 

najar churaye sharat isi ko kehte hai 

ye methi aankh micholi ye dillagi ye ada 

aji hujur mohbbat isi ko kehte kehte hai

tujhe dekh ke machal gaya aaj mera man 

mere dil ki payal baaje saiya chhan chhan chhan 

mere dil ki payal baaje saiya chhan chhan chhan 

tu hai salim mera 

mai teri aanarkali 

kubul kar meri ulfat ki fulbahar kali 

o taajdar mere ishq ki bahar hai tu 

khila de aaj mere dil ki bekarar kali  

tujhe dekh ke machal gaya aaj mera man 

mere dil ki payal baaje saiya chhan chhan chhan 

mere dil ki payal baaje saiya chhan chhan chhan

Explore this song