Roman script
mere dil ki khawahisho me bus tera hi ek naam chahaton ki barishon me bhige meri har shaam chadaro me lipti tere tan ki khushbu aisa lag raha hai jese chandani ghuli hai chadaro mein lipti tere tan ki khushbu aisa lag raha hai jese chandani ghuli hai jism ki rooh sa bath ho jane do sari rath bus yahi aaj ho jane do apne aaghosh me humko kho jaane do chadaro me lipti tere tan ki khushbu aisa lag raha hai jese chandani ghuli hai mere dil ki khawahisho me bus tera hi ek naam chahaton ki barishon me bhige meri har shaam
Song details
- Singer: Goomla
- Singer: Tochi Raina
- Film / album: Note Pe Chot At 8/11 (2018)
- Composer: Neeru Tochi Raina
- Lyricist: Usha T Singh
- Actor: Ajay Kkuundal
- Actor: Disha Sachdeva
- Actor: Inderpal Singh
- Actor: Manoj Bakshi
- Actor: Peehu
- Actor: Ranbir Kallsi
- Actor: Seema Vashisth
Song video
singer: Goomla, Tochi Raina