Roman script

mere dil ka woh shehjada mera dilbar mera premi

kabhi na kabhi toh aayega woh, kabhi na kabhi mai banungi uski

duniya me woh sabse pyara meri kismat ka woh tara

mere dil ka woh shehjada mera dilbar mera premi

kabhi na kabhi toh aayega woh, kabhi na kabhi mai banungi uski

ho duniya me woh sabse pyara meri kismat ka woh tara

kaun hai woh nahi janu mai, usko janu na pehchanu mai

karu kya yeh bata, kaise nikalega araman dil se

kaise ja ke milega manjil se rasta yeh bata

mere dil ka woh shehjada mera dilbar mera premi

kabhi na kabhi toh aayega woh, kabhi na kabhi mai banungi uski

ho duniya me woh sabse pyara meri kismat ka woh tara

kaun hai kis se hoga pyar mujhe

kaun hai kis se hoga pyar mujhe

jaane kis ka hai intajar mujhe, jaane

meri hairani meri pareshani samajhe na

kisako mai chaahu yeh bhi nahi jaanu samajhe na

tum hi kaho jau kaha, uska na koyi pata na koyi nishan

phir bhi mera dil kehta hai sapno me jo rehta hai

ik na ik din toh woh milane aayega

mere dil ka woh shehjada mera dilbar mera premi

kabhi na kabhi toh aayega woh, kabhi na kabhi mai banungi uski

ho duniya me woh sabse pyara meri kismat ka woh tara

mere dil ka woh shahajada mera dilbar mera premi

Explore this song