Roman script

o mere desh ki dekho aan shan yaha desh bhakt de 

has ke balidan 

is desh me adbudh hai shakti is desh ki chandan si mitti

mere desh ko duniya kare pranaam ho iska koi hisab nahi

mere desh ka jawab nahi, mere desh ka jawab nahi

o yaha lagte shahido ke mele ho ho

o yaha lagte shahido ke mele tyohar yaha ke albele

kabhi id diwali raakhi hai kabhi lohri holi baisakhi hai

kabhi id diwali raakhi hai kabhi lohri holi baisakhi hai

sanskriti yahan ki hai mahan atithi bhi hai dev samman

mera desh gaaon mein basta hai

dilo me pyar barsata hai, dilo me pyar barsata hai

yaha shankh baje hai mandir me hoti hai rajane masjid me

yaha pathar me bhi bhagwan hai 

yaha geeta hai bibal hai kuraan hai

o mitro pe jaan luta de ham dushma ko maar bhaga de ham

har nar me yaha shivaji hai har naari me laxmi baai hai

yaha prem ki amar misale hai yaha dilwale hai matwale hai

o yaha hira aur ranjha ke kise soni mahiwal ke charche hai

uttar me parvato ka raj hai dakshin ko sagar pe naaz hai

purab me hai suraj ki laali paschim ki chatha bhi hai nirali

ham punjabi hai aur hai bangali ham mandrasi hai aur hai marathi

ham hazaro bhasha bhashi hai

par ham saare bharat vaasi hai par ham saare bharat vaasi hai

o mere desh ka jawab nahi, mere desh ka jawab nahi

o mere desh ka jawab nahi, mere desh ka jawab nahi

o mere desh ka jawab nahi, mere desh ka jawab nahi

mere desh ka jawab nahi

Explore this song