Roman script

mere chhail chhabile romiyo

mohe chhod ke jana na 

mere rang rangile romiyo

mohe chhod ke jana na 

main teri hu balraami

main teri hu balraami

mukhada mod ke jana na

tere biraha ne aag lagayi

sahi jaye na kathin judai

tere biraha ne aag lagayi

sahi jaye na kathin judai

meri najo wali preet balma

tu tod ke jana na

balma tu tod ke jana na

mukhada mod ke jana na

main aaya main aaya main aaya

main aaya main aaya main aaya

mere man bhaya

tera roop mere man bhaya

teri sun prem pukar o raami pyari

teri sun prem pukar o raami pyari

hajir hai prem pujari

tum aaye ho to ruk jaye ye hansi

mere tan man mein phulo ki khushbu basi

tum aaye ho to ruk jaye ye hansi

mere tan man mein phulo ki khushbu basi

durbhag abhirag andhera

aaya jivan mein sukh ka sawera

saiya chhod ke jana na

main teri hu balraami 

main teri hu balraami 

mukhada mod ke jana na

Explore this song