Roman script

mere chehre pe likha hai afsana aapka

mere chehre pe likha hai afsana aapka

sab jaan gaye ke main hu divana aapka

mere chehre pe likha hai afsana aapka

sab jaan gaye ke main hu divana aapka

maine bhi kabul kiya hai najrana aapka

maine bhi kabul kiya hai najrana aapka

dilbar ye mera bhi dil hai divana aapka

mehbub kasam hai rab ki ikarar kiya na maine

sab jaan gaye phir kaise ijhar kiya na maine

chupke se sanam chori se mulakat huyi hai tumse

sab jaan gaye phir kaise jo baat huyi hai tumse

sab jaan gaye phir kaise jo baat huyi hai tumse

har raj bata deta hai ghabrana aapka

har raj bata deta hai ghabrana aapka

sab jaan gaye hai ke main hu divana aapka

maine bhi kabul kiya hai najrana aapka

dilbar ye mera bhi dil hai divana aapka

jab phul khile baho me khushbu to bikhar hi jaye

har bat chhupa le koi par pyar chhupa na paye

jab aag lage is tan me, uthta hai dhua sanso se

tasvir meri dikhti hai hamrah ki do aankho se

tasvir meri dikhti hai hamrah ki do aankho se

bechain mujhe karta hai tadpana aapka

bechain mujhe karta hai tadpana aapka

dilbar ye mera bhi dil hai divana aapka

mere chehre pe likha hai afsana aapka

mere chehre pe likha hai afsana aapka

sab jaan gaye ke main hu divana aapka

Explore this song