Roman script

mere charon taraf hai andhera
ghata rahi mandraye 
pardeshi ki preet me 
naina bhar bhar aaye 
mere naino me jal bhar aaye 
mere naino me jal bhar aaye 
wo nahi aaye 
wo nahi aaye 
mere naino me jal bhar aaye
mere naino me jal bhar aaye  
chhayi aaganme udasi 
aankhiya darsan ki hai pyasi 
bhul gaye kyu man ke baasi 
toota dil ro ro ke gaye 
wo nahi aaye 
wo nahi aaye 
mere naino me jal bhar aaye
wo nahi aaye 
wo nahi aaye 
mere naino me jal bhar aaye
kaise aau me pass tihare 
ro ro ke dil ye pukare 
kab aaoge mere pyaare 
bithi hun mai deep jalaye 
wo nahi aaye 
wo nahi aaye 
mere naino me jal bhar aaye
wo nahi aaye 
wo nahi aaye 
wo nahi aaye 
wo nahi aaye

Song details

Song video

Watch on YouTube