Roman script
mere asha ke jivan mein aayi bahaar mere asha ke jivan mein aayi bahaar chale sheetal pavan khile kyun naa fija chale sheetal pavan khile kyun naa fija bani apne piya ke gale ka main haar bani apne piya ke gale ka main haar mere asha ke jivan mein aayi bahaar mere asha ke jivan mein aayi bahaar huye panchhi taiyar kare koyal pukar huye panchhi taiyar kare koyal pukar machi baago mein dhoom huye patte nikhar machi baago mein dhoom huye patte nikhar hua phoolo se kahne se banta sringaar hua phoolo se kahne se banta sringaar huye panchhi taiyar kare koyal pukar huye panchhi taiyar kare koyal pukar kheton mein padti hai jal ki fuhar kheton mein padti hai jal ki fuhar padi naino se chot lagi dil mein katar padi naino se chot lagi dil mein katar chale chhaila sajanva jo sathi udhar padi naino se chot lagi dil mein katar
Song details
- Singer: Anil Biswas
- Singer: Sardar Akhtar
- Film / album: Aurat (1940)
- Composer: Anil Biswas
- Lyricist: Safdar Aah
- Actor: Sardar Akhtar
- Actor: Surendra
- Actor: Kanhaiyalal
- Actor: Arun (father of actor Govinda)
Song video
singer: Anil Biswas, Sardar Akhtar