Roman script

mere aankho se aankho se nikle aansu

mera dil mera dil hua bekabu

meri aankho se aankho se nikle aansu

mera dil mera dil hua bekabu

tune jabse nigaah pheri main mar gaya

main mar gaya, main mar gaya

maine tujhpe hi tujhpe yakeen kiya

mera dil mera dil tod diya

are tu to jafa ke hadd se guzar gaya

guzar gaya, guzar gaya, guzar gaya

jo bhi hua, jaise hua abhi na tumse chupaaunga

kabhi kahi milo jo tum tumhe hakikat bataaunga

jo chot dil pe hai lagi, use na mai seh paaungi

yeh haadsa ye bebasi, kisi se na keh paaungi

meri duniya me thi bas tu hi tu

meri aankho se aankho se nikle aansu

tune jabse nigaah pheri main mar gaya

main mar gaya, main mar gaya

jo har ghadi yado me tha wo lamha maine bhula diya

woh aks jo aankho me tha, maine use bhi mita diya

saanso me hai teri wafa, aankho me teri nami

tere siwa yeh zindagi jaise koi banjar zamin

tune mujhko yun tanha chhod diya

mera dil mera dil tune tod diya

are tu to jafa ke hadd se guzar gaya

guzar gaya, guzar gaya, guzar gaya

meri aankho se aankho se nikle aansu

mera dil mera dil hua bekabu

tune jabse nigaah pheri main mar gaya

main mar gaya, main mar gaya

Explore this song