Roman script

mere angne me

mere angne me tumhara kya kam hai

mere angne me tumhara kya kam hai

jo hai naam wala

are jo hai naam wala, wahi to badnam hai

mere angne me tumhara kya kam hai

jiski biwi lambi, uska bhi bada naam hai

jiski biwi lambi, uska bhi bada naam hai

kothe se laga do

are kothe se laga do, sidhi ka kya kam hai

are kothe se laga do, sidhi ka kya kam hai

mere angne me tumhara kya kam hai

jiski biwi moti, uska bhi bada naam hai

jiski biwi moti, o moti, o moti

o moti moti moti

jiski biwi moti, uska bhi bada naam hai

bistar pe leta do

ha ha bistar pe leta do, gadde ka kya kam hai

bistar pe leta do, gadde ka kya kam hai

mere angne me tumhara kya kam hai

jiski biwi kali, uska bhi bada naam hai

jiski biwi kali, uska bhi bada naam hai

aankho me basa lo

are aankho me basa lo, surme ka kya kam hai

aankho me basa lo, surme ka kya kam hai

mere angne me tumhara kya kam hai

jiski biwi gori, uska bhi bada naam hai

jiski biwi gori, uska bhi bada naam hai

kamre me bitha lo

ha kamre me bitha lo, bijli ka kya kam hai

kamre me bitha lo, bijli ka kya kam hai

mere angne me tumhara kya kam hai

jiski biwi chhoti, uska bhi bada naam hai

jiski biwi chhoti, uska bhi bada naam hai

god me bitha lo, ha ha ha

god me bitha lo, bacche ka kya kam hai

god me bitha lo, bacche ka kya kam hai

mere angne me tumhara kya kam hai

mere angne me tumhara kya kam hai

mere angne me tumhara kya kam hai

jo hai naam wala

are jo hai naam wala, wahi to badnam hai

mere angne me, ha mere angne me, ha

mere angne me tumhara kya kam hai

Explore this song