Roman script

mere angna mein kisi ka kya kam hai 
mere angna mein kisi ka kya kam hai 
jiski bibi kali uska bhi bada naam hai 
jiski bibi kali uska bhi bada naam hai 
aankh mein lgalo kjre ka kya kam hai
aankh mein lgalo kjre ka kya kam hai 
jiski bibi lambi uska bhi bada naam hai 
jiski bibi lambi uska bhi bada naam hai 
diwar pe lgado sidhi ka kya kam hai 
diwar pe lgado sidhi ka kya kam hai 
jiski bibi thigni uska bhi bada naam hai 
jiski bibi thigni uska bhi bada naam hai 
godh mein khila lo baccho ka kya kam hai 
godh mein khila lo baccho ka kya kam hai 
jiski bibi motii uska bhi bada naam hai 
jiski bibi motii uska bhi bada naam hai
palng pe sula do gadede ka kya kam hai 
palng pe sula do gadede ka kya kam hai 
mere angna mein kisi ka kya kam hai 
mere angna mein kisi ka kya kam hai

Song details

Song video

Watch on YouTube