Roman script

mera sufi ishq hai maahiya

mera sufi ishq hai maahiya

mere husan se itra mahakta hai

mere roop pe chand tarashta hai

mahka musk hai maahiya

mera sufi ishq hai maahiya

main hawa, main fiza

main ghata, main subah

sabse mausham mein sajti rahi

main hawa, main fiza

main ghata, main subah

sabse mausham mein sajti rahi

geeli geeli jameen pe kiran ki tarah

dhoop ban ke bikharti rahi

geeli geeli jameen pe kiran ki tarah

dhoop ban ke bikharti rahi

firdaush hoon main

madhosh hoon main

mera ashq na choo

firdaush hoon main

madhosh hoon main

mera ashq na choo

mera sufi ishq hai maahiya

mera sufi ishq hai maahiya

dard main, main dawa

main fakeeri tu aa

aashmano se utri hoon main

dard main, main dawa

main fakeeri tu aa

aashmano se utri hoon main

kuch na mere bina

main hoon rang-e heera

do hatheli pe lagti rahun

kuch na mere bina

main hoon rang-e heera

do hatheli pe lagti rahun

main hoon mast malang

na chadha mera rang

tu hoga fanaa

main hoon mast malang

na chadha mera rang

tu hoga fanaa

mera sufi ishq hai maahiya

mera sufi ishq hai maahiya

mere husan se itra mahakta hai

mere roop pe chand tarashta hai

mahka musk hai maahiya

mera sufi ishq hai maahiya

maahiya.., maahiya.., maahiya.., maahiya..

Explore this song