Roman script

mera mehbub mujhko mil jaye

mera mehbub mujhko mil jaye

maine rato ko uthkar dua ki hai

maine rato ko uthkar dua ki hai

dil ko darde mohabbat ras aaye

dil ko darde mohabbat ras aaye

maine rato ko uthkar dua ki hai

maine rato ko uthkar dua ki hai

kya kahu kitna bechain rahta tha dil

tujhse har roz milne ko kahta tha dil 

kya kahu kitna bechain rahta tha dil

tujhse har roz milne ko kahta tha dil 

jab tera naam lu tu nazar aaye 

jab tera naam lu tu nazar aaye 

maine rato ko uthkar dua ki hai

maine rato ko uthkar dua ki hai

mera mehbub mujhko mil jaye

maine rato ko uthkar dua ki hai

maine rato ko uthkar dua ki hai

tujhe milne ke dhundu bahane sanam

koi takat na roke wafa ke kadam

tujhe milne ke dhundu bahane sanam

koi takat na roke wafa ke kadam

dil tadap ke tujhe bhi tadpaye 

dil tadap ke tujhe bhi tadpaye 

maine rato ko uthkar dua ki hai

maine rato ko uthkar dua ki hai

mera mehbub mujhko mil jaye

maine rato ko uthkar dua ki hai

maine rato ko uthkar dua ki hai

tu karib aaye itna ke kho jau mai

teri shano pe saz daz ke so jau mai

tu karib aaye itna ke kho jau mai

teri shano pe saz daz ke so jau mai

ek aisi mulakat ho jaye ek aisi mulakat ho jaye

maine rato ko uthkar dua ki hai

maine rato ko uthkar dua ki hai

mera mehbub mujhko mil jaye

maine rato ko uthkar dua ki hai

maine rato ko uthkar dua ki hai

Explore this song