Roman script
mera yaar sangdil hai mera yaar sangdil hai magar bewafa nahi shikwa hai shikayat hai magar wo khafa nahi magar wo khafa nahi mera yar sangdil hai magar bewafa nahi shikwa hai shikayat hai magar wo khafa nahi magar wo khafa nahi mere tasavvur me chehra sanam ka hai yado ke anjuman me pahra sanam ka hai mere tasavvur me chehra sanam ka hai yado ke anjuman me pahra sanam ka hai wo dil ki dhadkano se wo dil ki dhadkano se ek pal juda nahi shikwa hai shikayat hai magar wo khafa nahi magar wo khafa nahi ham ajnabi se hai magar sab jante hai ham andaze mohabbat ko pahchante hai hum ham ajnabi se hai magar sab jante hai ham andaze mohabbat ko pahchante hai hum wo raz kaun sa wo raz kaun sa hai jo mujhko pata nahi shikwa hai shikayat hai magar wo khafa nahi magar wo khafa nahi apno se berukhi hai gairo se pyar hai uski isi ada pe meri ja nisar hai apno se berukhi hai gairo se pyar hai uski isi ada pe meri ja nisar hai thoda sa hai wo nadan ho thoda sa hai wo nadan uski khata nahi shikwa hai shikayat hai magar wo khafa nahi magar wo khafa nahi magar wo khafa nahi magar wo khafa nahi
Song details
- Singer: Sadhana Sargam
- Film / album: Raghuveer (1995)
- Composer: Dilip Sen Sameer Sen
- Lyricist: Sameer
- Actor: Suniel Shetty
- Actor: Shilpa Shirodkar
- Actor: Sudha Chandran
- Actor: Mohnish Bahl
- Actor: Gulshan Grover
- Actor: Prem Chopra
- Actor: Baby Gazala
- Actor: Suresh Oberoi
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Aruna Irani
- Actor: Rana Jung Bahadur
- Actor: Ghanshyam
- Actor: Tiku Talsania
Song video
actor: Sunil Shetty, Shilpa Shirodkar