Roman script

mera kya tha tere hisaab me 

mera saans saans udhaar tha 

mera kya tha tere hisaab me 

mera saans saans udhaar tha 

jo gujar gaya wo to waqt tha 

jo bacha raha wo hisaab tha 

mera kya tha tere hisaab me 

mera saans saans udhaar tha 

teri aarju me ude to the 

chand khushk patte chanaar ke 

teri aarju me ude to the 

chand khushk patte chanaar ke 

jo hava ke dosh se gir pada 

unme ek ye khaaksaar tha 

jo gujar gaya wo to waqt tha 

jo bacha raha wo hisaab tha 

mera kya tha tere hisaab me 

mera saans saans udhaar tha 

wo udaas udaas ek shaam thi 

ek chehara thi ek chirag tha 

wo udaas udaas ek shaam thi 

ek chehara thi ek chirag tha 

aur kuchh nahi tha jamin par 

ek aasmaan ka gubaar tha 

jo gujar gaya wo to waqt tha 

jo bacha raha wo hisaab tha 

mera kya tha tere hisaab me 

mera saans saans udhaar tha 

bade sufiyaan se khayaal the 

aur bayaan bhi uska kamaal tha 

bade sufiyaan se khayaal the 

aur bayaan bhi uska kamaal tha 

kaha maine kab ki vahi tha wo 

ek shaksh tha wadakhar tha 

jo gujar gaya wo to waqt tha 

jo bacha raha wo hisaab tha 

mera kya tha tere hisaab me 

mera saans saans udhaar tha

Explore this song