Roman script

sapna bada suhana 

ho sapna bada suhana 

mera sapna bada suhana 

ho sapna bada suhana 

koi sapne me aakar jata 

madhur milan ka gana 

sapna bada suhana 

ho sapna bada suhana 

sapne me koi phulwari 

phuli phali har daali, daali 

sapne me koi phulwari 

phuli phali har daali, daali 

us bagiya me unka hota 

hardam aana jana 

us bagiya me unka hota 

hardam aana jana 

phir hum dono milkar gaate 

apna prem ka gana 

sapna bada suhana 

ho sapna bada suhana 

sakhi mile nain se nain 

nayanan kahe hirday se bain

bain ne chhin liya sukh chain 

virah ki agni jalan laagi 

virah ki agni jalan laagi 

phir chali prem ki rel 

phir chali prem ki rel 

rel me hua humara mel 

rel me hua humara mel 

mel me lage khel me khel 

mel me lage khel me khel 

khelte khel sakhi main jaagi 

mila mohan manmana 

sapna bada suhana 

ho sapna bada suhana 

mera sapna bada suhana 

ho sapna bada suhana

Explore this song