Roman script

mera sab kuch hai ae dilruba 

tumhare tumhare tumhare liye

mera sab kuch hai ae dilruba 

tumhare tumhare tumhare liye

mera sab kuch hai ae dilruba 

mai hu anmol ratan mera shishe ka badan

mujhme aisi fagan jaise suraj ki kiran

gore balo ki chamak kale balo ki mahak

sham se subha talak chudiyo ki ye khanak

sham se subha talak chudiyo ki ye khanak

gunehgaro ki gunehgaro ki surili sada hai 

tumhare tumhare tumhare liye

mera sab kuch hai ae dilruba 

tumhare tumhare tumhare liye

mera sab kuch hai ae dilruba 

mai hu kuch aisi bani jaise hire ki bani

dal du jispe nazar kat ke rah jaye jigar

mang taro se bharu pyar mai tumse karu 

ye meri sharam haya bankupan nazo ada

ye meri sharam haya bankupan nazo ada

aur jawani ka aur jawani ka chadta nasha hai

tumhare tumhare tumhare liye

mera sab kuch hai ae dilruba 

tumhare tumhare tumhare liye

mera sab kuch hai ae dilruba 

mai khata war bhi hu aur gunehar bhi hu 

lakh badnam sahi mai wafadar bhi hu 

tane duniya ke sahu ye magar kaise kahu 

aaj bazar me hu kal tere ghar me rahu 

aaj bazar me hu kal tere ghar me rahu 

tum bhi malik se tum bhi malik se mnago dua

hamare hamare hamare liye

mera sab kuch hai ae dilruba 

tumhare tumhare tumhare liye

mera sab kuch hai ae dilruba

Explore this song