Roman script

mera rup rang mera ang ang 

mera rup rang mera ang ang 

fariyad karta hai kisi ko yad karta hai

kisi ko yad karta hai

kisi ko yad karta hai

mera rup rang mera ang ang 

friyad karta hai kisi ko yad karta hai

kisi ko yad karta hai

kisi ko yad karta hai

mera rup rang mera ang ang 

andekha anjana jane kaun hai

wo jana pahchana jane kaun hai

wo mera diwana jane kaun hai

wo mera diwana jane kaun hai

mausam dhul dhul kyon ki phul phul

friyad karta hai kisi ko yad karta hai

kisi ko yad karta hai

kisi ko yad karta hai

mera rup rang mera ang ang 

ho bhul gaya na ho kahi rasta

wo thahra anjan rasta usko kya pata

eye hawa ja tu use jakar bata

eye hawa ja tu use jakar bata

mera dil nadan dil ka har arman

friyad karta hai kisi ko yad karta hai

kisi ko yad karta hai

kisi ko yad karta hai

mera rup rang mera ang ang

Explore this song