Roman script

ujadi maa ke man ki ayodhyaa

tuti har ek aas re

mera raam chala banwaas re

ujadi maa ke man ki ayodhyaa

tuti har ek aas re

mera raam chala banwaas re

ujadi maa ke man ki ayodhyaa

kar gayo mora aangan suna

sune kar gayo dwaar ho

sune kar gayo dwaar

jab tuti mamta ki dhira

jab tuti mamta ki dhira

ro ro kar bole dhar haay

mera raam chala banwaas re

ujadi maa ke man ki ayodhyaa

tuti har ek aas re

mera raam chala banwaas re

ujadi maa ke man ki ayodhyaa

dhukhiyaran ke ho gaye bairi

dharti aur paatal ho

dharti aur paatal

mujh bebas ka jor chale na

mujh bebas ka jor chale na

kismat chal gayi chaal haay

mera raam chala banwaas re

ujadi maa ke man ki ayodhyaa

tuti har ek aas re

mera raam chala banwaas re

ujadi maa ke man ki ayodhyaa

Explore this song