Roman script

kajal ne ka kya daag lagaya, kaayar ne iljaam kiya 
charaahe pe chunari giri to, humne kaleja thaam liya 
ghungat uthake sade aam, ghungat uthake sade aam
mujhko inhi logo ne kiya badnaam 
ho inhi logo ne kiya badnaam 
ye to inki nazar ka hai kaam 
shahar mein mera naam bahot badnaam 
ho mera naam bahot badnaam 
baali umar ne julm kiya, jaane kya kya soch liya 
baali umar ne julm kiya, jaane kya kya soch liya 
nathni jab ye lal hui, chhite me tera naam dekha gaya 
ghunghru pahnaake mere yaar, haye raam ghunghru pahnaake mere yaar 
mujhko inhi logo ne kiya badnaam 
jabse umar iljaam hui, subah hui naa shaam hui 
jabse umar iljaam hui, subah hui naa shaam hui 
inka tamasha ek ghadi, apni umar naakaam hui 
ratiya jagake bina kaam, ratiya jagake bina kaam 
mujhko inhi logo ne kiya badnaam 
dil ka dhadkana khub raha, tapak tapak kayi khun baha 
dil ka dhadkana khub raha, tapak tapak kayi khun baha 
logo ne apne jaam bhare aur nasha kayi roj kiya 
saaki banake subosham, saaki banake subosham
mujhko inhi logo ne kiya badnaam 
ghungat uthake sade aam 
mujhko inhi logo ne kiya badnaam 
inhi logo ne kiya badnaam

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Asha Parekh, Nadira, Kamal Kapoor, C. S. Dubey